Skip to main content

Brother Relationships In Literature Bhai Behan Ka Pyar Bhai Ki Mohabbat Bhai Ki Ahmiyat Bhai Ki Fazilat

Bhai I Love You Bhai I Miss U Bhaiya I Love You Bhaiya I Love U Bhaiya I Miss U Miss U Bhai Love U Bhai


Brother Unconditional Love for His Sister

Bhai Ka Pyar Bhai Love Quotes Bhai Ki Mohabbat Brother Importance



Bhai ka relation bhi sab say hi alag hota hai. Bhai ALLAH Tala ki boht bari naimat hai. Bhai duniya mein ik mukhlis dost ki tarah hota hai jo kabhi bhi apni behno ka bora nahi chahta inki aankhon mein kabhi ansoo nahi dekhna chahta behno ki khushi kay liye kuch bhi krta hai. Ik baar ik masoom bachi nay apny bhai say pocha. Bhai muhabbat kia hai?

Bhai nay muskurate howy jawab diya main jo har roz beg mein biscuit rakhta hoon aap nikal kay kha jati ho main janta hoon aapko pata hai main biscuit is jagah rakhta hoon lekin main phir bhi wahan hi rakhta hoon, Issi ko pyaar kehtey hain.


Bhai ka relation sab say greatest hai. Bhai apni behno ko staty bhi bohat hain lekin jab koi mushkil aa jaye to sab say zada tension bhi inhein hi hoti hai.

Kisi nay Hazrat Ali (R.A) say pocha Bhai or dost mein kia fark hai.?
Hazrat Ali (R.A) nay farmaya bhai sona hai or dost hiraah. Us shakhs nay phir pocha. Sony or hiry mein kia fark hai.?  to Hazrat Ali (R.A) nay farmaya Sona toot kar jurh sakta hai lekin hira toot kar kabhi nahi jurrta. Mazeed relationships tips hasil karne ke liye humari post ko share karen blog ko subscribe karen aur agar aap is kaam mein hamari madad karna chahte hain to comment karen.

Comments

Popular posts from this blog

Husband Ko Khush Rakhne Ka Tarika In Urdu Shohar Ko Khush Karne Ka Tareeqa In Hindi Khawand Ko Apna Banane Ka Wazifa

Husband Ko Happy Kaise Rakhe Husband Ko Khush Karne Ke Tips In Urdu Husband Ko Khush Karne Ke Tips Shohar Ko Manane Ka Tarika In Urdu Husband Ko Sudharne Ke Tips Ruthe Pati Ko Manane Ke Totke Mian biwi ka relation aisa hai kay is mein dono ko puri life rehna hota hai . Agr dono kay dill aapas mein mily rahe is say bhar kar koi nymat nahi. Agr Allah na kary in kay dill mein zara be fark aa jaye to is say bhar kar koi museebt nahi.Is liye jaha tak ho sakay wafi ko chahiye miaan ka dill hath mei liye rakhy is rishty ko mazboot bnaye rakhy . Apnay husband ki har choti choti zrurt ka khayal rakhy. Jab husband kam sy aaye to usy koi shikayat na kry wo kam sy pehly hi thaka howa aata hy usy mazeed preshan na karay jis sy usy gussa aye . Jab wo ghar mein dakhil ho to ap muskurate howy unki taraf jao unsy achy sy bat karo khany piny ka pocho is say miaa ka mood fresh hoga or aap ki bat bhi phir ghoor say suny ga . agr husband kabhi gussy mein ho to ap chup rahe

Ruthi Biwi Ko Manane Ka Tarika Ruthi Hui Biwi Ko Manane Ka Tarika In Hindi

Biwi Ko Kaise Manaye Naraz Biwi Ko Manane Ka Tarika Biwi Ko Manane Ka Tarika in Urdu/Hindi How To Make Happy Angry Wife Husband or wife dono ik dosry ka libaas hain. Jitna haq husband ka wife par hai utna hi haq wife ka bhi husband par hai. orat bahir nahi jati husband isy bahir say kama kar laa kay deta hai iski izzat o abro ka khyaal rakhta hai aurat kay parday ka khyaal rakhta hai is liye mard ko orat pay bartari hasil hai baki tamam huqooq dono kay brabr hai.Husband jab apni zojah say baat kary to chala kar baat na karay jis say wife hurt ho balkay narm lehje mein baat kary. Agar apko apni biwi ki koi adat nahi pasand to usy bura mat kaho or uski buraiyan kisi dosry ko mat btaty phiro warna wo sach mein hi aisi ban jaye gi jesi aap uski boraiaan karty ho. Agar wife kabhi naraz ho bhi jati hai to usy pyaar say mnany ki koshish kro. Usy samjhao usy yaqeen karao kay aap next aisi koi baat nahi karoge jo usy bori lagy. Apni wife ki koi pasand ki cheez la do kabhi

Biwi Ko Khush Rakhne Ka Tarika In Urdu Wife Ko Happy Rakhne Ke Tips In Hindi

Wife Ko Khush Rakhne Ke Upay Wife Ko Kaise Khush Rakhe In Hindi Wife Ko Khush Karne Ke Tips In Hindi/Urdu Biwi Ko Hamla Karne Ka Tarika Shaadi nisf iman hai . Nikah kar ky momin apna adha eman bacha leta hai . Nikah ke bad achi life spend krny ky liye ik dosry ko samajhna bahut zaruri hai. Shadi ky bad larki bilkul ik new ghar mein ati hai us ky liye sab kuch neya hota hai sab ajnabi hota hai. Ik larki apny maa, baap, behan, bhai sabko ko chor kar sirf ap ky liye aapke ghar ati hai to apko chahiye ap kabhi usy usky perants ki yad na any dei uska khayal rakhy. Ap kabhi bhi nahi chahte ky ap ki beti ya apki behan ko uska husband kabhi dukh dei to aisy hi aapke sasur bhi ap sy yehi tawaqoat rakhty hai . Aap kabhi apni wife ki ankh mei anso na any dei . agr apki wife samajhdar nahi hai to usy sudharne ky liye dantei mat or us py kabhi haath na uthaye warna is sy wo sudharnay ki bajaye or zada zidi ho jaye gi. Husband Ko Khush Rakhne Ka Tarika Shohar Ko Kaise Rakha Jaye?