Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Saas

Saas Ko Kabu Karne Ka Tarika Saas Ko Khush Rakhne Ka Tarika In Urdu/Hindi

How To Improve Saas Bahu Relationship Saas Ko Vash Me Karne Ke Upay In Hindi Mother In Law Relationship Tips Saas Ko Bas Me Karna Saas Ko Vash Me Karne Ke Totke Aik achi or saliqa daar bivi wohi hoti hai jo apni saas ko bhi maa ki tarah samjhy . Saas kabhi maa to nahi ban sakti na hi bahoo kabhi beti ban sakti hai. Allah pak nay Maa jesa to koi or rishta bnaya hi nahi hai phir bhi khayaal rahy kay saas sasur kay barhapy ka sahara ap hi ho q kay betio nay to apne ghar chali jana hota hai to aap nay hi inko sambhalna hai ab. Agar bivi achi na ho saas sasur say batameezi say baat karti ho deen daar na ho to husband ko ikhtiyaar hai kay wo aisi biwi ko usi waqt farig kar dy or kisi dosri orat say shadi kar ly jo deen wali ho. Achi bivi wohi hoti jai jo husband kay sath sath apni saas ka bhi dil mela na hony dy. Agar husband kay Maa baap zinda hoon wo rupiya pesa sab inhi ko dy dei tumhare haath pay na rakhy to koch bora na mano balkay agar tumhein dy to bhi aqalmandi ki ...