Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Impress Husband

Husband Ko Impress Kaise Kare In Urdu Husband Ko Impress Karne Ke Tips In Hindi

Husband Ko Impress Karne Ke Tips In Urdu Husband Ko Patane Ke Tarike In Hindi Husband Ko Kaise Impress Kiya Jaye Miaa biwi ka milaap faqt khali kholi muhabbat say hi nahi hota balkay mohabbat kay sath sath miaa ka adab krna bhi bohat zaroori hai. Sab say pehly miaa ko khoob achi trah samjh lo unki pasand na pasand ko jan'ny ki koshish kro or batei bhi isi say maloom ho jayein gi. Har waqt mizaaj dekh kar bat karo agar dekho kay is waqt hansi dill lagi mein khush hai to hansi dill lagi karo or agar nahi to hansi na karo jesa mizaaj dekho wesi baat karo. Kabhi jhooti baaten na banao kay is say aitbaar jata rehta hai phir aap sachi baat bhi karo to unhei yaqeen nahi ata agar gussy mein kabhi miaa koch bora bhala kehy to zabt kro or bilkol bhi jawab na do husband chahy jo koch bhi kahy tum chup kar kay baithi raho gussa utrny kay baad dekhna kay wo khud peshmaan hoga or tum say kitna khush ho ga or phir kabhi inshaAllah tum par gussa nahi kary ga or agr tum bhi bol ut...