Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Mother Relationship

Mother Love Story In Urdu Maa Ki Mamta Essay In Hindi Language Maa Ki Mohabbat Essay In Urdu

Mother Love Thought In Hindi Maa Ka Pyar Essay In Urdu Maa Ka Pyar Essay In Urdu Language Essay On Mothers Love In Hindi Bachy waldain ki ankho ki thandak hoty hain. Parents apni aulad kay liye sab kuch kr jaty hain ik maa apny bachy kay liye har takleef bardasht kar leti hai. Maa ki mohabbat ki kiya misaal don is duniya mein sachi muhabbat sirf Maa karti hai. maa kabhi bhi apne bacho pay aanch nahi any deti. beta kitna bhi bura kyun na ho maa kabhi bora nahi kehti . Allah Pak nay Maa kay dill mein itni muhabbat daal di 7 mile door chot bety ko lagti hai dard maa ko hota hai. Beta ghar say bahir kam ki garz say jata hai wapsi pay any mein koch der ho jaye to Maa bekraar ho jati hai maa ko chein nahi aata jab tak beta ghar nahi aa jata Maa ki nazrein darwazay pay hi jami rehti hai Maa tab tak khana nahi khati. Bachon Ke Liye Maa Par Kavita Maa Ka Pyar Apne Bachon Kay Liye Mother Love Maa ko neend nahi ati dill mein ik khof sa aa jata hai pata nahi kiya howa ho ...